Sunday, July 5, 2009

a aasman tu hi bata mera chand kahi kho gaya hai
mere lie use dundhkar la.....
uski phchan main btata hu tujhe
shram aankho me lachk badan main hai,
wo kali nahi na phool hai wo mahakt hua chaman hai.
uski aawaj main jhanak payal ki hai
tere chand ki chandni bhi uspe kayal hai....
yu khamosh rehkar na mere dil ka saja de.....
a aasma tu bata de mera ek chand mera kho gaya hai kahi mujhe uska pata de


wo kayanat main chalti firti si jannat hai...
uski masumimat main kuran ki jese aayat hai....
uske baalon main ghata badal ki ...
hawae bhi diwani hai uske aanchal ki...
kar dua a khuda mujhe jaldi usse mila de...
ye asma tu bate de ek chand mera kahi kho gaya
wo najar utha le to shar ruk jae...
wo machl jae to lakh dil thahar jae.......has k dekhe to sitar bajte hai,
chudiyo ki jhankar se mahfil k taar sajte hai
. wese uske aashiko ki kami nhi hai dunia main
par uske bin meri aatma kaha jae....kash wo din bhi ab jaldi aae jab wo aakar in bahon main panah le...a aasma tu bata de...........mera chand kho gya hai kahi tu mujhe uska pta de..

No comments: