yahi andaaz to bas unke sitam dhate hai
na wo rukte hai na aane ki kasam khate hai
dur jane k bahano ki fehrist lie....
wo mere armano ka katl kiye jate hai...
humne harf (shilalekh)par likha hai afsana dil ka
dekhenge ab ki wo kse ise mitate hai
wo ajmate hai alag tariko se ruthkar
hum bhi har baar alag dhng se manate hai
hum tadapte hi reh jate hai unke ikrare mohobbat ko
na chupate hai na wo khulkar kabhi jatate hai...
wo bhi rah paenge na door muddat tak
ek ruh k do jism door nahi reh pate hai........

No comments:
Post a Comment